...

2 views

Bekaar mai!
meri khamosiyan smjhna tha bss,
dikhana ata nahi tha mujhe,
pyaar mai bhi krta tha unse,
mana gussa krta tha unpe,
gusse me chuppi baaton ka,
nishkrsh smjhna tha bss unhe,
mera sb fikr umadta tha unpe,
lihaaz jarurat se jyada tha unka,
ishq saaf sutra mukammal krna tha,
bazaru numish na pasand thi mujhe,
hawash ki kirdon se bachna tha unhe,
mujhme khamiyan hazar rahi hongi,...