...

8 views

safar cycle se chand tk ka h
#Chandrayaan3 #MoonMission
Suna....
Safar cycle se chaand tk ka h
Bharat ke badhte abhimaan tk ka h..
Bail dhark kahi jane wale dharti ka
Safar pure vishw me pehchan tk ka h
ISRO ki niv rkhne wale vikram sarabhai tk ka h
Chadrayan se chanda mama ko dur na rkhna h
Unme ho rhi saari gatividhi ka dhyaan rkhna h
Jai jawan jai kisan kahi jane wali dharti pr
Ab jai vigyaan kahna h..
Suna,
Chanda mama dur ke nhi , ab hmare pass h,
Ye ek saath kahna h..
Suna..
Safar cycle se chand tk ka h
ISRO se BHARAT ki badhti abhimaan tk ka h..
ISRO se BHARAT ki badhti pehchan tk ka h

© A.K.Verma