...

6 views

Khataien
Woh joh kehte the na tum
ki tere bina ab dil nahi lagta
Ary woh joh kehty the na tum
ki tere bina ab dil nahi lagta,,
Karta hai wahi dil ab ye sawal
kahan gaya woh kehny wala,,,
Mana ki majbooriyan thi door jany ki
ary mana ki majbooriyan thi door jany ki
par bina khata ke saza bhi toh nahi,,,
© Arshi_writes