...

43 views

Pray for Allah
Corona se humko bacha ya ilaahi.
pare ho ye humse bacha ya ilaahi.

corona me jo mubtala h unhe tu.
karam se ata kr sifa yaa ilaahi.

corona ka dar door farma ke ya rab.
tu kar khauf apna ata ya ilaahi.

corona ka shah-e-madeena ke sadqay.
tu duniya se kar khatima yaa ilaahi.

corona ke badley gunahon ka dar de.
nadamat se humko rula yaa ilaahi.

gunahon se tauba ki taufiq de de.
hame naik banda bna yaa ilaahi.

Related Stories