...

4 views

SUNO...
Ye duniya teri nahi
sambhal kar zara
har chiz hai faani
fikr kar zara
Jo tera hai usay apnaale
Jo tera naahi usay bhulade
ye zindagi chand lamhe ki
usay to ache se bitaa le
Ye kismat hai ter azmaa le
koi nahi tera apne aap ko samjhale
teri zindgi koi kagaz ki naao nahi
jise tu samundr mai baha le
khubsurat phool si teri zindgi
karle thodi bandagi
warna tu kahi ban na jaay
is zameen par gandgi
sun or maanle meri
is zameen par nhi chalegi teri
yakeen nhi ti azmaa kar dekh
warna kahi ho na jaay deri
ye samundr bhi ghabray tufaan se
dar ke maare aansu aay ankh se
dekh bhi le agar tu toh samjh na paay
Us samandar mai, jisme paani sama jaay..
© juveriya_writes