...

11 views

Hume unse mohabbat thi...
Hum unse mohabbat kar baithe jinse dil to laga liya, bewajah unko hi rula diya, 

Han unse pyaar kiya tha maine, bas isi baat ki khusi liye man ko mana liya,

Baate hajaro ki maine unse, lekin baato ka kya jisne khud ko hi jala diya, 

Bhut khush the hum unke sath, kambakhat kisi ne sapno ko najar laga diya, 

Fir man karta hai unse puchu haale dastan unka, 

Tham jata hu fir mai kahi unki khusi ko dekh kar, isi baat ko soch khud ko mana liya maine, 

Haan unse mohabbat ki thi maine....

@Amit3113 #AmuforAnu