...

6 views

Zuban ki pakizgi:
kisi ki dil azaari na ki jaye,
kisi ki tazleel na ki jaye,
bohtan na lagaya jaye,
aise lafz ada na ho,
jismein jhoot ho,
kisi insaan ke bharoosay ka faida na uthaya jaye,
apni taqat se kisi ko kamzor na bola jaye,
usay bure lafzo se na pukara jaye,
kisi ka dil na dukhaya jaye,
zuban se hi lafz ada hotey hain,
phir ye amal mein tabdeel hotey hain,
rishtey bikhar jaatey hain,
achay ikhlaq hi,
zuban ki pakizgi hai.
© Queen writes