...

5 views

Bahane
Dunia bhar ke kaam hai karne ko
fir bhi na jane kyu khali khali lagti hai zindagi
Bahane to hai itne hasne ko
Fir bhi na jane kyu khush rehna nhi chahti hai zindagi
Is kadar dard me kya sunkun hai
Khushi kyu lagti hai begani si
Dar kyu jate hai hum khushiyo se
Gam ki sajish kyu lagti hai khushiya bhi
Dunia bhar ke bahane hai khud ko todne ke
Par jodne ki koshish ka naam hi hai zindagi