...

19 views

Zindagi kya hai.
Zindagi kya hai .... ye kal Maine khud se puchha tha,
jawab aaj Mila k Dil Ka sukoon hai Zindagi.
Zindagi kya hai.... ye Mai ne aaj phir khud se puchha tha,
jawab Mila ke apno ki hifazat hai Zindagi.
Zindagi kya hai...... ye Mai phir kal khud se puchhungi,
dekhna jawab aayega Zindagi hi to hai Zindagi.