...

11 views

yarri
etne saalo ke baad tumhara milna,
or milke mujhe jorose gale lagana,
kya tha ye mera sapna...

wo har lamha, kitne purane yaade,
sabhi sath tha ,
bas tum nahi the ,
esh baat ka gum tha.....

aaj samne dekh kar
khudko rok nahi paya,
aankh me gum ke aashu lekar tere ko gale lag na paya,
batana to buhut chahata apni barame,
par apni gum ki dastayen sunakar
aaj ki special day ko kharap nahi kiye ...

Fir tu to meri yarri hai ,
jo bin bole hi baat ko samjh leta...
ab labzo me bolkar apni dosti ko badnam knyu karta....




© Lina