5 views
Kuch Likhna Tha ....❤️
Kuch Gahra Sa Likhna Tha,
Ishq Se Jyada Kya Likhu,
Kuch Tahra Sa Likhna Tha
Dard Se Jyada Kya Likhu,
Kuch Samander Sa Likhna Tha,
Anshuon Se Jyada Kya Likhu,
Kuch Khushbu Sa Likhna Tha
Tere Kirdar Se Jyada Kiya Likhu,
Kuch Khushiyon Bhara Likhna Tha
Tere Ehsaas Se Jyada kya Likhu,
Kuch Apna Sa Likhna Tha
Teri Ankhon Se Jyada Kya Likhu,
Suno, Ab Zindagi Likhni Hain
Tumse Jyada Kya Likhu❤️
© Miss Thinker
Ishq Se Jyada Kya Likhu,
Kuch Tahra Sa Likhna Tha
Dard Se Jyada Kya Likhu,
Kuch Samander Sa Likhna Tha,
Anshuon Se Jyada Kya Likhu,
Kuch Khushbu Sa Likhna Tha
Tere Kirdar Se Jyada Kiya Likhu,
Kuch Khushiyon Bhara Likhna Tha
Tere Ehsaas Se Jyada kya Likhu,
Kuch Apna Sa Likhna Tha
Teri Ankhon Se Jyada Kya Likhu,
Suno, Ab Zindagi Likhni Hain
Tumse Jyada Kya Likhu❤️
© Miss Thinker
Related Stories
9 Likes
0
Comments
9 Likes
0
Comments