...

16 views

Lamhe
WO Lamhe jindgi ke
kaash wo lamhe dobara aa jaanye
wo bachpan ki yaadein
wo peepal ki chhanve
wo maa ka kahani suna kar
sulana
Aata hai yaad mujhko
Aaj bhi maa teri baahon
ka wo sirhaana
Papa ka dular
or unko fatkaar
unka kabhi kabhi garz kar bulana
Aata hai yaad aaj bhi
wo jamana
sakhiyo ke saath wo mann-mutav
kabhi ruthna to kabhi manana
Aata hai yaad aaj
bhi wo jamana
WO bhayio se ladna
wo rone ke bahano Ko
dhdhna
Aata hai yaad
aaj bhi wo jamana
WO maa ka Lori gaa
kar sulana.
#Arti gupta