...

21 views

#Dadlove#
Lafzon se kya bolu aapke liye,
Jab se aankhe khuli aapko samne paya,
Har dukh taklif me aapko aage paya,
Har khusi ka dhyan dete ho,
Kabhi apna khayal nhi kiya..
Apki har Aansu ko rok lungi
Aapki har tklif ko apna bana lungi
Aapki pareshaniyon ko aadha krna hai mujhe
Aapke sth zindgi jina hai mujhe....