...

19 views

Tera Waqt Btayega
Mat bol bar bar Wo pal ayega.
Jo tu kehna chahta Tera waqt btayega.

Ku dil dukhata hai hzaar bar keh ke
Kya milta hai bar bar keh ke
Nhi sunega abi Teri Kuch bhi wo
Reh jayenge tere ansu beh ke

Kar mehnat Ban kabil
Jee ab khud ke liye tu bhi
Or dekhte jaa jindagi ko
Bhut kuch hai seekhne ko or bhi

Mat bhaag uske peeche
Jo tera hai tujhse door nhi jayega
Or jb tu Kuch bnega jindagi mai
Aj jo tu kehna chahta Tera waqt btayega

- SAIF