...

30 views

Kaash ...........
Kaash zindagi ek kitab hota
Har pano ko main padh pata
Aaga kiya hona hai jan kar
Apni zindagi ko saza pata
Khushi ke lamho ko rakh deta
Gham ke pano ko phad pata
Koun kaisa hai pata chalata
Koi acha sa rista bana pata
Kash zindagi ek kitab hota
Har pano ko khud likh pata
Kab khushi kab gham milaga
Hishab toh main laga pata
Waqt se aakhen chura ke
Apni kismat ko badal pata
Tutha sapna ko phir se dekhta
Har khawaf ko pura kar pata

- ashutosh panda