kitabein
kitabein bahut kuchh sikhati hai
kabhi history bankar itihas k raaz batati hai
kabhi geography ban kar duniya ki shair kara deti hai
kabhi Maths ban problem dejati hai
To kabhi science ban kar na jane kitne problem solve karjati hai
kabhi samaj ko darshati hai
Aur kabhi Riwaz sikhlati hai
Kabhi dost bankar khud ki pehchan karati hai
kitabein bahut kuchh sikhlati hai
Arti