Jazbaati Pyar
Main tumhari kamzori waali taqaat banna chahti hu.
Wo kamzori jise tum chorne ki khayaal na la sako.
Wo taqaat jisse tum har mukaam par kar sako. Main tumme basna chahti hu, main tumse khudko pana chahti hu.
Tumhare seene mein sar rakhke khudko sehlana chahti hu.
Wo jo meri dukhi hone par meri julfon me apni ungliyaan ulajh ke pakar kar meri sirhaane ko chumte ho.
Kho si jaati hu jab tumhari sason ko chehre pe jab mehsoos karti hu.
Humari nak jab ek dusre ko chu jati hai,
Tumhari haat meri kamar me jo dheere se chalti hai.
Uff alag sa ehsaas ubhar utthi hai.
Jee karti hai kho jaaun tumme, parde hata du, simat jaaun tumse aur bhool jau saare haade bas mehsoos karti jaaun tumhari twacha ka har ek inch..
Aur pata hai.. aj bhi utna hi jazabaat rakhti hu tumhare pyar, beet gaye do saal bichre hue. Shayad wo bhi tumhe wesey pyaar karti hogi.. Jese tum chahti ho.
Kabhi kar na sakegi wo wesey.. Jese main karti rahi har kadam.
Main tumhari banna chahti hu.
Main tumhari kamjori waali taqaat banna chahti hu.
© Tanisha Taskin