...

0 views

kisse
Zindagi ki her baat mai khus raho
koi dird deta hai to unki awaaz mai khus raho,
jab apna koi kho Jay to unki yaad mai khus raho
na koi apna hai na koi paraya ye dird mene apno se hai paya
rishto ki majbooti ko bana kar rakhna kaam tha mera
tinka tinka moti ki mala banati chali
her apno ki khusi mai muskurate chali
ajeeb se kisse hai zindagi mai
koi yaha to koi waha hai kisse mai
Safiya khan