...

17 views

Khoobsurat
shehnaai si awaaz
moti jaise lafzz
bat karo toh lage purani khandar mei kaiii hazaar ghungroo bajee

ankhe jheel se gehri
inmein naami nayi oos si
deikhak diha ek dhoomtara jaisa ankho mein chamak hamesha bhumbro si

sunhre dhoop se sone jaise lehratii baal jaisa chadar bichai ho ambar ne ek sath
khi hawa si thi tum
kabhi yaha kabhi kahan
kyu ghata bangai
kabhi na barsene wali badal ki ki aad mein

kyu tumhari nami mein abb namak hain ki abb yeh assu ban jo gaye hai.
kyu hai pairo me jhanzeere jo ghungroo tuut gaye
abb alfaz mei saaz na raha ek goonj si hai
jaane kya hua abb shehnaai ki jagah ahat hai bedardi ki
kyu ban gaye tum itne zalim
tum toh bohot khoobsurat the......


For the old me from the new me

#PIAA #

© DHWANI THE RHYTHM OF LIFE