...

4 views

Tera bara main socha nahi tha..
Tera bara main socha nahi tha,
Tu itna dhoor ho jaayega,
Yeh ahsaas abhi hua,
Tera likki baathoin ko raathoin main paada karta,
Teri baatein woh khaatham ho jayegi
socha toh nahi tha..
Woh mulakhaat ki shyaam bhi kuch sunahare se thi,
Uss suraj ki tarah, tu meri zindagi se dhaal jayega,
Socha toh nahi tha..
Unn mehakthi hawao ka saat tera woh mujhay chuhna,
Kab woh hawa main ghum hua,
Socha toh nahi tha....
Ab din aur raathoin main faraak nahi laagtha hai,
Kyon ki tu meri zindagi ka abb hissa nahi tha,
Tera bare main socha toh nahi tha...
Kash taqdeer hum phir bhadhal paatha,
Uss waqt main hee reh jaatha,
Par waqt bhi kambakt saat na tha,
Tera baara main socha toh nahi tha...
Ab jab tum ruksaat hua ho iss tarah,
Sirf itna baatha jao, kaisa jia hum tumse dhoor reh kar,
Kyon meri har soch tum ho,
aur soch ki adhaat bhi tum
baan gaaya ho,
Toh unn aadhatho ko kaise chod de
Yeh socha bilkul nahi tha..


© Soni Mirchandani