Satya
Chahe tapta tarapta chod de tu Ae zindagi,
Lekin maan mera abhi bhi atal hai..
Bebasi ki raha aur na chalunga main..
Sahunga nahi main aj bhi ye
Kyuki,
Khudse umeed itni ki swayam ki sakaratmakta ke chalte vijayi banunga main,
Sabse adbhut aur anokha isliye nahi ki manushya hu keval,
Balki isliye kyuki iss sharir se bhi upar hu main..
Premki paribhasa yahi jo khulke jeena sikhaye,
Aur swarth ki ye ki woh zinda rehte bhi Marna sikhaye..
Isliye vada hai mujhse jo shrest kahu mai agr khudko ,
To satya yahi ki gyaan hai isliye dhikarta hu us raste ko jo bandh ke rakhe aur udne na de is khudke liye pyaar ke aezar mein...