...

24 views

Rip Humanity

Haiwaan ko insaan kahun kya..?
Insaan ko haiwan kahun yaa..?
Dekha na tha haiwaan ki surat kbhi..
Kya pata tha bhayanak hai insaan ki sirat bhi..
Insaniyat jiski mitti me mil gyi..
Insaan to zinda hain..
magr insaniyat mar gyii..
Wo waqt guzar gya jb mohabbat hr kisi se thi..
Ped paudhe hon..janwar hon..tota maina hon..ya cheeti hi shi..
Ab wo waqt hai jb insaan INSAAN hi nhi..
Insaan to zinda hain magr insaniyat mar gyi..💔

_insha

#riphumanity#pregnantelephant#fedpinapplewithcrackersinside#cruelity#cruelpeople #nohumanity #deadinnocentbaby