An angry damsel with a soft heart.
Beh gaye aankhein
Jab Sambhal Na paya dil baaton ka bhoj
Kuch apnu ne toh kahi parayoon ne
Har baar dil dukahaya kahi un baaton ne
Kya karogi kya karogi bolte rahe Sab
Akhir nayi zindagi basani thi ya qabr ka manzar dekhna tha.
Chubi Jo baatein dil pe Sab ki
Uff bhool hi toh nhi paati Mei
Kahi Bachpan k chhot tou jawani Mei sunaye gaye taane
Akhir insaan hi tou hoon dard tou hoga hi Na.
Raaz dil Mei bht se chupaye bethi hoon
Koshish Na karna poochne ki, ro padungj Mei.
Ikhtitam pe yehi kahungi
Zubaan ki hoon tez par dil ki hoon naram tbhi tou aksar ye aankhein bheeg jaati hai.
© aqsa