...

8 views

16 birthday
Mera 16 janmdin
Yad hai mujhe Aaj bhi vah din .
vah din to hamari jindagi ka khas tha.
lekin Dil bahut udaas tha .
Jo socha vah Paya nahin dosh kya tha samajh aaya nahin.
naraj Shayad mujhse khuda tha.
use din barish khoob hua tha .
doston pe kiya Vishwas tha .
Manga unka sath tha hamara kismat hi kharab tha.
use din jindagi ne bahut kuchh sikhaya tha ham kisi ke apne nahin yah baat samjhaya tha.
hamare itihaas ka bura din tha vah Mera janmdin wala din tha.
had se jyada Roya tha din to kya us raat ko bhi nahin Soya tha.
Aankhon mein aansu the .
dhundhla dhundhla dikh raha tha kaksha room aur kitabon ka sansar.
koi rote hue dekhna le is baat ka bhi tha khyal .
Diksha mam ne dant lagaya tha school se ghar ka safar humne aansuon ke sath bitaya tha .
mummy Ko bhi kuchh na bataya khud Ko mushkil se samjhaya.
teacher ki dant bhul n pana mere
Birthday Wale din hi doston ka school aana bahut rula raha tha.
din to aansu Ashu ke sang beet Gaye rat bitaya nahin ja raha tha.
. khushiyon ko aansu mein Badal Jana khud Ko aansuon ke sath pana jindagi ki ek hi din mein itni imtihan le Jana ..... my 16 birthday 🥺🥺🥺