...

22 views

Raftaar (Speed)
Zindagi sports car si thi uskeliye
mausam aye mausam gaye uska safar badhta hi chala
kabhi iss dagar
kaabhi uss dagar
raftaar si thi zindagi.mein
kyu na ho mukhtaar thi jo Jawaani
jazba kamal ka tha
lamhe mano mausam se the
ek pal mein bahar ek pal mein patjhad
raftaar si thi zindagi mein
kyu na ho mukhtaar thi jaawani mein
jaan thi tab tak raftar thi
mausam badla
falsafa ruk sa gaya
khatam karawa bhi hua kahaani alag bhi bani

#PIAA

© DHWANI THE RHYTHM OF LIFE