โ๐๐๐๐ ๐๐๐๐๐ ๐๐๐๐๐ ๐๐ ๐๐๐๐โ
Is kavita ke dwara, kavi apni soch ko vyakt kartey huye yeh kehna chahta hai ki, zindagi ke har mod pe hum dard aur khushiyon ke beech ka safar karte hain, jahan shaam ki roshni humare dard ko chhupane ka ek tareeka ban jaati hai. Har shaam ke saath, hum khud ko samajhne ki koshish karte hain, lekin kabhi kabhi apne hi raaste mein kho jaate hain. Hum jo khushiyan dhoondhte hain, unmein kabhi apne sapne milte hain, aur kabhi woh sapne aansuon mein beh jaate hain. Zindagi ki har shaam apne saath ek nayi umeed lekar aati hai, par kabhi kabhi, woh umeed bhi humein apne aap se door kar deti hai. Aise mein hum apni muskurahat ke neeche chhupa dard aur khamoshi ko samajh paate hain, jo humesha humein apni zindagi ka asli rang dikhata hai.
Kitaab ke panno pe, har shaam thak gayi hain,
Zindagi ki daud mein, umeed so gayi hain.
Khushiyan bhi ab saggi nahi rahi hain,
Kuch khwaab the jo, adhure reh gaye hain.
Jab waqt zara sa thamne lagta hain,
Zindagi ka mod khauf se takrata hain.
Aankhon mein aansoo, par zuban pe muskan hain,
Gham toh har dil mein hai, par kehne ka armaan nahi hain.
Zindagi ke har pal ko samajhne ki chahat thi,
Khud ko hi kho diya, is talash ki aadat mein kahin.
Aaj bhi us shaam ki talash hai,
Jisme muskurahat khud se mulaqat kare.
Magar har shaam sirf ek aam-dastaan ban gayi hai,
Jisme dhoondhna chahein, par khud ko paa na sake.
Umeed thi, kal kuch naya hoga,...