...

9 views

kalam uta li h 😑
kalam uthane ka irada to nhi tha.......
kher .........
jb aa gyi hu to geeley shikhve kya krna
kalam uta hi li to ab gabrana kesa ........
mashoomiyat 😑se lekar sirf, matlb s dekhne vale ladki Tak ka safar ...😃😃😃😃😃👋
ab bna hi liya to ghabrana kesa❣️❣️❣️❣️....
fer bhi ehsas ki mojudgi or jajjhbato ki is diwar mein khudh ko soonp Jane ka fyda kesa,❣️❣️❣️❣️❣️❣️
alviram dekar khud ko puranviram smjhana kesa ❣️🤗🤗🤗...
simat k khudh Mai aajadi ke paroo ki sapno kaa fayda kesa❣️
kher dil ,dil ki sunkar bhi dimag ki sun jana kesa ❣️
payar krke chahat ka kissaa apne mahbub k liye dil m aa jana ye pyar kesaaa...
chl kalam tere ajadi m rkhne ka sapna dekhti hu...to fer is tarah sabdoo ki seema m tera hisaa kyo dena ❣️
mere dil ki parakashtha se suru hokar usi .m. khatam ho jayege vo baate
.
lo kalam uta li to likh du 2 ladaz der 😊