...

4 views

Har ladke ke lfz..
Tod kar dil apna wo tumhara dil rakhta hai,
Tod kar dil apna wo tumhara dil rakhta hai..!!
Din bhar khata hai,
Phir bhi chehre pr hassi mukambal rakhta hai..!!
Kuch kachota hai agr usko andr he andr,
Vo bhi jheel si aankho mein samandar rakhta hai..!!
Besabr rehta hai par kuch kehta nahi,
Socho wo bhi kitna bavandar sehta hai..!!