...

9 views

Talabgar
Khwabeeda ankho me shrar h..
Ye dil phir meri kaid se farar h ..
Main paasban hu dil ki gustakiyo ka ...
Ye pravaaz bharta shab-o-roj qainaat me kuch iss kadar khoya h ..
Doond lane ko betaab main ...
Ye khamosh chipa bhaita h ...
Furqat ke dard se ubharta nyi muraad krta h...
Talabgar h humdum ke sath ka ....
Phir woh mahaki hui shama ka aur bhinni si barsaat ka..❤
***************************
khwabeeda-dreamy
shrar-shine
parvaaz-fly
furqat-seperation
talabgar-seeker
**************************
© sbs