...

15 views

Nend
Badti umar ke sath jra nend kam ane lagi hai.
kal ki chinta jra jyada hi satane lagi hai na jane kyu
badti umar ke sath jra nend kam ane lagi hai.
kuch sapne pure n hone ki wajah hai ya kuch sapne pure karne ki chah hai kuch pata nhi per
badti umar ke sath jra nend kam ane lagi hai ......
❣️❤️❣️
© mona❣️