...

46 views

Maa
pata nehi tu kis miti se bani hai (×2)
par jab se tujhe dekha hai,apne dard ko apne andar chupate hue bas tera muskurata hua chehera hi paya hai..
Na jane aesa kya hai mujh main (×2)
jo tu mere liye har dard sehen kar jati hai..
Maa tu to karuna ki sagar hai (×2)
chahe kitna bhi tujh pe gusa karu tu to mana hi leti hai..
Yun to sab kehte hai ki bhagban har taraf hote hain (×2)
lekhin sayad unke pas etna dhiraj nehi hota hai ki bo sab ki gujaris sunpae esiliye to unhone aapna ek dusra abtar maa tujhe zanma hai..
Har koi kehta hai ki maa tereliye main puri duniya nichhabar kar dungi (×2)
par sach to ye hai ki tujh jesa dani,dharmi or dildar koi ban nehi sakta..
Log kehete to bahat kuchh hain (×2)
lekin karte bahi hain jo unka man kehta hai,lekin tu to mere liye..khas mere hi liye apne sare dard apne andar chhupate hue khusiyon ki bahar le aati hai..
Main to tere liye kuchh karnehi sakti (×2)
kuyn ki main teri jesi kabhi ban nehi sakti..
Tere pyar or mohabbat ne mujhe iss kadar bhigoya hai ki (×2)
kabhi dhup ke kirno se ham bakif nehi ho pae..
My day will not complete without talking with you..💞