...

12 views

dar hai mujhe kahi main kho na jaaun...🔥💯🥺🤞🏻
dar hai mujhe kahi main kho na jaaun
dar hai mujhe kahi aapno se bichad na jaaun
dar h mujhe kahi aapno ke bheed me hi kahi kho naa jaaun...

dar hai logo ki sunu ya aapne dil ki aapni sunu to selfish dusron ki sunu to iska khud ka koi astitva nhi....

dar hai mujhe khud ke sapnon ko pura karte karte aapno ko bhul jaane ka mujhe dar hai ki abhi tak to mera koi astitva hi nhii...

dar ko khud pe hawi hone nhi dena hai mujhe khud se khud ke liye Ladhna hai mujhe aapna astitva banana hai mujhe....
© shining star💓✨🤗