smajh se pare hei sb kuch
kaun sccha hei
kaun jhootha,
pata kaise lagaya jaaye,
na jane kis baat
pr gussa karen
na jane kis baat pr muskraya jaye,
hr chehre pr laga hei
nakaab, is nakaab ko
aakhir kaise htaya jaye,
kyun log mazak mei sch kah jate hein,
aur scha ka mazak bna dete hein,
kyun kisi se pyar se baat kr lo
to log bewakoof bnane lagte hein,
kyun nahi lagta logon ko ki
km se km wo log jo apne kaam
se kaam rakhte hein,
unhe to chalbaziyon se apni
udandta se pare rakhe...
kyun aakhir log ek ache insaan ko
paresaan kar kar ke bura bnane pr mjboor kr dete hein,
kyun kisi ki masoomiyat ko bewakoofi
ka naam dedete hei,
kyun phir log shikayt karte hein
ki duniya mei ache log nahi
milte jbki sb milke ek ache insaan
ki bekadri krte hei..
smjh nahi aata kaun sccha
kaun jhootha
ab to kisi pr bhi vishvaas nahi ho pata..
© i am toxic
kaun jhootha,
pata kaise lagaya jaaye,
na jane kis baat
pr gussa karen
na jane kis baat pr muskraya jaye,
hr chehre pr laga hei
nakaab, is nakaab ko
aakhir kaise htaya jaye,
kyun log mazak mei sch kah jate hein,
aur scha ka mazak bna dete hein,
kyun kisi se pyar se baat kr lo
to log bewakoof bnane lagte hein,
kyun nahi lagta logon ko ki
km se km wo log jo apne kaam
se kaam rakhte hein,
unhe to chalbaziyon se apni
udandta se pare rakhe...
kyun aakhir log ek ache insaan ko
paresaan kar kar ke bura bnane pr mjboor kr dete hein,
kyun kisi ki masoomiyat ko bewakoofi
ka naam dedete hei,
kyun phir log shikayt karte hein
ki duniya mei ache log nahi
milte jbki sb milke ek ache insaan
ki bekadri krte hei..
smjh nahi aata kaun sccha
kaun jhootha
ab to kisi pr bhi vishvaas nahi ho pata..
© i am toxic