Kaash!!!
Kaash!!! Sach main aisa ho.
Bus waqt tham sa jaye….
Aur zubaan khamosh reh jaye,
Kaash!!! Sach main aisa ho…
In raaston par chalne ka,apna hi mazza…
Girte sambhalte aage badane ki talash,
Kuch bichade log, kuch rishte nibhate hue.
Hass ke apne aap ko manate gaye… .
Palko se dosti ka saath chhute na kabhi.
Yahi toh apne raaz ki pehredaar bani hain,
Sab kuch sameth karr apne andhar.
Muskurane ki wajah bani gayi…
Kuch umeedon ke aage jhukna padata hain.
Aur duniya se sapne battor jaati hain,
Lamhe kuch adhore se iss kadar...
Jaise naav shikaare ke bina chalti hain...
Badalon ko chune ki khwahish aisi,
Zameen par tikhe nahi pal barr...
Kaisi kashmakash hai ye dil ki,
Soch bus wahi tham ke reh gayi...
Kaash!!! Sach main aisa ho,
Shabd ghhul jaye iss kadar.
Kabhi koi sawal rasta rok na le
Kaash!!! Sach main aisa ho….
@sheetucreation.
Bus waqt tham sa jaye….
Aur zubaan khamosh reh jaye,
Kaash!!! Sach main aisa ho…
In raaston par chalne ka,apna hi mazza…
Girte sambhalte aage badane ki talash,
Kuch bichade log, kuch rishte nibhate hue.
Hass ke apne aap ko manate gaye… .
Palko se dosti ka saath chhute na kabhi.
Yahi toh apne raaz ki pehredaar bani hain,
Sab kuch sameth karr apne andhar.
Muskurane ki wajah bani gayi…
Kuch umeedon ke aage jhukna padata hain.
Aur duniya se sapne battor jaati hain,
Lamhe kuch adhore se iss kadar...
Jaise naav shikaare ke bina chalti hain...
Badalon ko chune ki khwahish aisi,
Zameen par tikhe nahi pal barr...
Kaisi kashmakash hai ye dil ki,
Soch bus wahi tham ke reh gayi...
Kaash!!! Sach main aisa ho,
Shabd ghhul jaye iss kadar.
Kabhi koi sawal rasta rok na le
Kaash!!! Sach main aisa ho….
@sheetucreation.