...

3 views

Mujhe marna hai
Ya sach hai ka
Hazaroo Ankahi khawisha hai meri
Magar yah bhi sach hai ka
"Mujhe marna hai "
ya sach hai ka
Mera apnoo kah saath jeena ki chaa hai mujhe
Bohut Mohabbat hai mujhe apnaa
Aziz o Aqraab se mujhe
Mujhe apnoo se Gila shikwaa bhi hai
Mera apnoo ko mujhe se Gila shikwa bhi hai
Magar yah bhi sach hai ka
"Mujhe marna hai"
ya sach hai ka
Mujhe yaari dosti nibhani hai
Mujhe Azaadiya shartain wadah Aziz hai
Bohut Tarteeb di hai mai ne lamhoo ko
Mujhe Ehaad ishq o wafa ki baatein karni hai
Mujhe acchi lagti hai laab o Ruqaar ki baatein
Magr ya bhi sach hai ka
"Mujhe marna hai"
Ya sach hai kah
Acchi aur buri yaadein aur baatein
chidhi hai jinse
Magar ye bhi sach hai ka
" Mujhe marna hai"
Ya bhi sach hai ka
Mujhe mout aani hai
" Mout"
Ba zahirateen Harfoo ka ek chota sa lafz
Lakin
Haqiqat mai kayanat ka sabse Taluq saach
Haqiqat mai lazathoo ko bhal lanee
wala kadwa saach
"Mout"
Ba zahirateen Harfoo ka ek chota sa lafz
Magar
Haqiqat mainis kayanat ka sabse Badha dar
Haqiqat mai har jaan ka muqaddar
Haqiqat mai meri Haque jaan ka muqaddar
Magar ye bhi sach hai ka
" Mujhe marna hai "..........
© @Malik_writer_