...

17 views

KIMAT

Jindagi Ki Raho Pe Chalte Chalte,
Na Jaane Kitne dur Aa chuke hain ham.
Aaj Log Kahate Hain Kamyab Mujhe.
Magar hai bahut Akele ham.
manzil ko apni Humsafar Banakar,
Whoatha Jindagi Ki zang ladna.
Bachpan Se Hi ek hi baat Kaha Tha Sab Ne,
Aage hi Tujhko Varna, kamyabi ko hi Chuna.
Hamesha apne aap ko dusro Se Alag Rakha.
Veer ke sath Kabhi Nahin chala.
Magar Lagta Hai Ab, Hua Main Nahin Alag.
Veer nahi kar diya Mujhko Alag.
pata hi nahin Chala Khud Ko kab Badal Diya.
apnon Se Na Jaane kab Dur Ho Gaya.
Piche Munda to bus Kuchh,
Dhundli Yaadein hi Najar Aaya.
Kabhi Jo Mera sab tha, aaj Vahi Sab chhin liya.
kamyabi Har Kisi Ko Naseeb Nahin Hoti.
Magar Lagta Hai Jo Hota Hai,
vah Akela hi hota hai..,
© JP haldar

this poem is not for any negative thoughts for being success, it just focus on all the person, who leaves everything for achieving their goals. And when they achieve it they have no one left to share their achievements. so never be to much into it that you forget to live your life.
#writecopoem #poem #philosophy #Love&love #kimat