...

1 views

Chand Taron ki koi ye manmaani
This is marriage or sagai song written by Kaydee,which can be done with a marriage or sagai video of Indian setting. This is ultra romantic mood and commitment song which is almost like marriage. it is celebratory lyrics and tune. ( Milan ho jaane ki feel ka song )

It needs dholak, tabla, Melodic, Guitar, and keyboard , claps , flute instruments.

Ghar me mere youn kisne ,Chand taro ko Bulaya hai.

Ya Akash ye koi unka meri Ankhon me Aya hai

Aise hi to na , kisi ne mera youn Dil Dhakaya hai e e e ee eeeeeeeeee

Chand taro koi ye manmaani, hai ishak bada mera Rumani.
Chand taro ki koi ye manmaani, hai ishak bada mera Rumani.

( ooli ooli ooli ooli as backing F vocal to support the melody continues in this line. )

Kaabil the ya ki na the , hum pyar ke najraane ke, - dil na jaane, dil na jaane.

Arj karen hum har pal khuda se , vakat ke Thahr jaane ke , -hum ye jaane , hum ye jaane.

Fajal hi hai ye rab ka koi, jo Mukaam ye aya hai

Is liye to hi, duniya ne yahan , Hume tumhe milaya hai e e eeeee.

Chand taro ki koi ye manmaani, hai ishak bada ye Rumani.

Ghar me mere youn kisne Chand taron ko Bulaya hai.

Ya ki Akash koi unka meri ankhon me Aya hai.

Aise hi to na tumne mera youn dil dhadkaya hai e e e ee

Hai ishak bada mera Rumani, Chand taro ki koi hai manmaani.
Hai ishak bada mera Rumani Chand taro ki koi ye manmaani.

Sufiana melody ending for these two lines again with different energy increase notes and beats.

Chand taro ki koi ye manmaani, hai ishak bada mera Rumani.
Chand taron ki koi ye manmaani, hai ishak bada mera Rumani..


© 7SKY MUSIC and ENTERTAINMENT