...

4 views

😂😂
Gunnah tum krty ho aur gunahgaar mujhy theraty ho Kasoor to tuhamra b tha lekn kasoorwar mujhy thehratay ho...
Mohabbat to donu ne kii thi na janab...
Nibhayi tumse nae gayi aur bewafa hamy thehraty ho...

Dard tumhy b huwa tha dard mujhy b huwa tha..
Roye tum b thy jharna hamny b bahaya tha..
Tumhara dard tumhary ansu sachy thy muhabbat mai
Aur mera dard-ishq natak bataya gaya tha...



© sofisana