...

16 views

### Waqt vs Sabar vs Zakham ....🧭🧭🤗🤗
Waqt ka ehemiyat use pucho , Jo kisi ke liye intezaar kiya ho ......☝️☝️☝️

Aur Sabar ka matlab use pucho , Jo kisi ki na aane ka bhi intezaar kiya ho .....🤗🤗🤗

Aur Zakham woh hai jo Sabar aur Waqt ke saath bhi na bhara ho .....👍👍👍

© 🌟🌟🌟🌟🌟