...

5 views

Ankhaan
Husoon sadah Kaa warr Ankhaan hai
Bin Tera be qarar Ankhaan hai
Meri janib hai jho Tera chehraa
Meri janib hai hazaar Ankhaan hai
Ayaab Tera Kahan chupagah aab
shaher Mai be shumaar Ankhaan hai
Maine taraz wafa tha apna ya
Is liya anshkahar Ankhaan hai
Par Sahi Kahan gayi bolo
Aaj kyun daag dar Ankhaan hai
Ek naqsha tha qawaab Ka goncha
Is liya tar tar Ankhaan hai
Jaise in Mai sab samaya howa hoo
kitni Zara woo qataar Ankhaan hai
Jin ko Tabeer Mai Mila wahsath
Aise qawaboo pa Baar Ankhaan hai
Wo jho chehraa pardh nhi sakhte
kitni jahil gawaar Ankhaan hai
Har nqzar aar par hothi hai
Haya Kiya Dil fikhar Ankhaan hai
Qawaab dekhaa rabbab kyun Kar
kyun bohut sohgawarr Ankhaan hai..........


© @Malik_writer_