...

0 views

dird
jab hum kisi se apna dird baatte hai
ar woh hame kuch na samjhe to hame
khamosh ho jana hi thik hai
jaha hamari qàdar hi nahi
baar baar hum wahi rishte ko pane ke liye hamesa girte rehte hai ye soch kar ki woh humse khafa na ho jay humse dur na ho jay
hum apne ap ko majboot nahi bana pate yahi kamzori hai hum mai
hum sabko apna sàmajh kar dird baatne lagte hai
ar unmai se kuch log to dird ko samajhte hai ar kuch us dird ka mazak bana dete hai
humne kabhi kisi ka dil nahi dukhaya
hamesa sabko hasate rahe
zindagi ki dagar kamzor na pade
isliye dukh mai bhi muskurati rahi
koi apna nahi yaha
sabko apni lagi hai
jo hua mere saath
shayad kismat mai yahi hai
meri tanhai hi mujhe piyari hai
2 din ka piyar jhuti kahani hai
maa ki mamta se badh kar na koi piyar diya hai na koi de payega
khali haath aya hai Khali haath hi jayga
fark itna bhi nahi hai ab sache rishty kahi nahi hai
Safiya khan