...

4 views

🎭insan badalta hai badalne se
Kahani kuchh is kadar hai janab
Logo ka to kya hi kahu meri neend bhi mujhse khafa hai
Hn tha ek daur jb uthte the subah 8 bje uthne ke bad 1 ghanta mobile chalaya karte the
Uthte ke sath hi bed pr chay ka tha khaya.......par ab jo aag lagi hai dil me sapno ke liye
Hn mana ye hua hai pehli bar....par sach kahu iske aage ab sona bhi lgta hai bebuniyad.......
Soti nahi hu mai waqt par isliye mere kamre me pade takiya or kambal bhi mujhse juda hai.......
Logo ka to kya hi kahu meri neend bhi mujhse khafa hai.......
Hn tha ek daur jb nahi tha matlab moti moti kitabo se.....bas college jakar masti karte the
Ghar aate ke sath hi pakaya hua taiyar khana khane ka Rivaz tha.....par ab jo aasha hai dil me apno ke liye
Hn mana ye hua hai pehli bar.........par sach me ab gharvalo ke alava hai sab kuchh hai Bekar.........
Hn khati nahi tu waqt par rehti hu vyast din bhar isliye mere khane ki mez bhii mujhse pareshan hai.......
Logo ka to kya hi kahu mai mujhse to meri neend bhii khafa hai.......
Suna diya sabka hal par apna bhii kahe deti hu.....
Hn ban gayi hu matlabi apne sapno ke liye isliye kisi ke jhoote sahare nahi leti hu.......
Bahut kiya bharosa is duniya or in duniya valo par, par 17 salo me pta chal yaha sab matlab or zarurat ka pyar hai.........
Yaha nahi hai koiii bhii andar se dildar......
Chhod diya sabse mohhabat or izzat se pesh sana isliye mere peeth peechhe se lekar mere muh par bhii logo ke aneko ilzam bhaiii
Logo ka to kya hii kahu janab mujhse to meri neend bhii khafa hai
shukriya👑
Singh's poetry