...

2 views

hakikat
kuchh is andaaj me mere chahne walon ne mujhe neecha dikhaya ki
samajh hi nahi aaya ki mai dikhau kya
gussa ya dard jo mere seene me dafn hai
gussa jo mujhe avi sunkar aa rha tha
kuchh sawal ghar kar gaye mere seene me
jawab ki talash itni dardnaak hai
to jawab kitna bhayankar hoga
iski kalpana karna bhi
dil dahlane wala hai
kuchh hakikat aise hote hai
jinse anjaan rahna hi achha hai