...

5 views

hamari adhuri kahani💔
kahani bahut pyari thi hamari,
mohabbat ki duniya deewani thi hamari,
fhir qismat ko hamari najar lag gyi,
ishq wali duniya chutkiyo me lut gyi.

ab bhi vo kahani yaad aati h
jab uski yaad aati h
to palake bheeg jati h
uski yaado ki samandar me dub jati hu
uski yaado ke mahfil me kho jati hu

aaj bhi vo pal yaad aate h
jab ghanto baat karte the
minuto or secando ka antar nhi hota tha
or aaj uski aawaj sunane ko taras jate h
aaj bhi uski yaad aati h

kahani bhut pyari thi hamari ,
mohabbat ki duniya deewani thi hamari.


© @swatis.mishra143