...

29 views

Mohobbat
Jab uski dhun main raha karte tah
Hum bhi chup chap jiya karte tah
Aakhon pe pyar huwa karti thi
Dil pe toffan uthaya karte tah
Log aata tah gajal sunana
Hum uski hi baat kiya karta tah
Sach samajhata tah uski wadon ko
Raat din ghar main raha karta tah
Kisi raha main woh mil jaya soch kar
Pocket main phool rakha karte tah
Ghar deewar sajane ke khatir
Hum naam uska likha karte tah
Kal usko kisi aur ke sath dekh kar yaad aaya
Hum bhi kabhi mohobaat kiya karte tah

" Ashutosh panda "