Yeh Zindagi Meri
Ek qissa bann ke reh gayi hai yeh zindagani meri
Aur yeh log, yeh khubsurat log kisi bebass waqiye sa bayaan kar rahe hai yeh kahaani meri
Main kabhi koi dua na karsakha, shayad maangne ka hausla nahi, ek be maani sa khayal tha, ki rabb ko hai mujhse koi wajib gila sa, bas yehi thi pareshaani meri
Dusron ke dilon ki hifazat karta gaya, apni zaat ki koi khabar nahi, meri ruuh ka mujhse gila ek zamane se hai, shikayatein nazar aati hai inn aankhon mai meri, kaise zulm kiye hain khud pe yeh pata chalta hai dekh ke yeh ashqon ki rawani meri
© IllusionistForever