...

7 views

Talkh-bayani
Mai qafs ka wo parinda hun
jiske baad talkh-bayani ke udnaa dar-nasib nahi...................................

Tasawur to ata hai ki Goosh-e-insaan bhi talkh hogai
ki shriin-bayani inhe pasand ata nahi......
Agar-na to ye pinjra mera ghar nahi................

Na ashiq ko mashuq ke baho me chain hai...
Ruhh khud ke jism se be-chain hai .............
aaee dill-insaan ko chain dar-bargha-e-khuda
jahan salaam-ul-qulub basti hai.......
agar-na ye jannat hai dunya nahi....

Ae! Hamid teri rah-e-shayari to sikast per hai
warna to figaur nahi.........

wazah-e-talkh-bayani se qaid hu main...
abb kya karu..
shrin-bayani-e-zabuni mujhe ata nahin...........

-hamid

qafs:- cage
talkh:-bitter
goosh-e-inshaan :- Human's ear
shriin:- sweet
salam-ul-qlub:-peace of heart
sikast:-broken
figar:-crushed
zabuni:-nightangle (bulbul)
© Hamid