...

5 views

Musafir
Na shaam ki fikar naa raat ka theekana
Na manjil ki chahat na safar ka dar
Na hasratain, Na maa-u-siyan
Na ishq, Na ruswaiya
Bus jee rahe hai, sansain hai, jinda hai
Har subah nikalte hai,
Har raat kahin thahar jaate hai
Musafir hai be mazil,
Fir bhi har roz manzil ki aur nikal Jaate hai.
© summerof2000