...

7 views

जिंदगी जी ले
Ji le uss pal ko
Jis pal ko tu jee na saka..
bhul ja uss gam ko
Jis gam ko tu bhul na saka,
Main tere hi andar baitha hu zankh le apni antar aatma ko
Jis din tu zankega uss din tu mujhe payega.
Kyu sochta ye nadan dil.
Jitni teri soch hai utna to main hu nahi
Bas hanskar jeena sikhle ye dil.
zindagi har pal jeene ka naam hai.
Darindone kuchala mujhe pyar mein
fir bhi main ro na pada bekar mein.
Hasti hai zindagi mujhpar
kyu ki main has na pada pyar ki haar mein.
Sawar gaya hu sambhal gaya hu
Fir bhi na chal paya pyar ki haar ka jasn manane
Pyar to mil jayega wapas par ye na sikh paya khubsurat zindagi ek baar milti hai, baar baar nahi, baar baar nahi.


© Pshiv