Tanhai
Jab Zindagi ke kuch lamhe aapni tanhai ke sath bita paya
Tab samaja kya khoya kya paya
Sapne sach karne mai aise dood lagai ki aapni khud ki sudh budh na payi.
Sapno ke shikhar par jaab paucha akela toh vaha bhi pai sirf tanhai
Saab ki tarah chand kagazo ke peeche doda
Uun kagazo mai kuch aisa nasha sa paya uss hod mai saabko peeche choda.
Na rishte dekhe na dosti, Na pyar dikha na mohabbat baas hamesha mehsos hui toh uun kagazo ki killat.
Nashe mai kuch aisa safar guzra...